Your's most Welcome in AllHindieducation.in

This is an Hindi Education Website. You can Easily Read Post in Hinglish Language.


We will provide you all information in Hindi. Find out more...


You can learn about the following topics in Hindi Language

  • Computer
  • Google adsense
  • Internet
  • Technology
  • Tips and Tricks
  • Youtube Etc..
by

USSD Code Se Bank Balance Aise Check Karen

Aajkal Apne Kisi Bhi Bank Account Ka Balance Check Karna Koi Mushkil Kaam Nhi Ye Bahut Hi Aasan Ho Gya Hai Iske Liye Apko Koi Registration Karane Ki Zaroorat Nahi Hai Aap Ghar Baithe Apne Bank Account Ka Balance Jaan Sakte Hain.

Bank money check by ussd
USSD Code Se Bank Ka Balance Jane.

Aapka Bank Me Registered Phone Number Aapke Paas Hona Chahiye. Yeh Tariqa Saari Bank Ke Liye Same Hai. Aapka Account Chahen Kisi Bhi Bank Me Ho Aap Apna Bank Balance Aasani Se Check Kar Sakte Hain.

Follow These Steps.

1. Apne Registered Mobile Number Se Dial Karen *99#


Kuch Is Tarah Ka Page Apke Samne Khul Kar Ayega.

2. Apni Bank Name Ke First 3 Latter Type Karen Ya Fir IFSC Code Ke First 4 Letter Type Karen.


Yahan Aap Dekh Sakte Hain Aapke Bank Account Se Related Saare Options Apke Samne Aagye Hain. Yahan Se Aap Apni Zaroorat Ke Hisab Se Apne Kaam Kar Sakte Hain Jaise.


Account Balance Check Karna.
Apne Khate Ke Statements Check Karna.
Paisa Transfer Karna.
Pin Generate Karna.

Aaiye Iske Alawa Sabhi Bank Me Missed Call Ki Suvidha De Rakhi Hai Jiski Sahayta Se Aap Apna Balance Check Kar Sakte Hain. Main Jo Tarika Apko Bataya Hai Isko Aap Easily Istemal Kar Sakte Hain. Bank Ka Balance Check Karne Ke Liye Mobile Operator Ke According Charge Lagenge.

Is Post Ko Padne Ke Liye Dhanyawad is Post Se Related Apne views Hamse Aap Hame Comments Ke Zariye Share Kar Sakte Hain

0 comments:

Post a Comment